isme janenge ki web services kya hai isme kya hai yah kaise work karta hai
WEB SERVICES kya hai.?
web services ek entery jo internet ke top ki application ki ki functionality ko uplabdh karti hai. web services ke dwara uplabdh karai gayi functionality ko programming language ke kisi application me use kar sakte hai.
web services kisi user interface ko nhi rakhti hai. yah consumer specific services ko uplabdh karti hain. web services consumer and web services ke provider ke madhya high degree ki abstraction web services ko uplabdh karti hai. jiske kaaran, web services consumer and provider ko inki functionality ki jarurat nhi hoti hai. inko keval ek-dusre ke input, output and functionality ke bare me information rakhne ki jaruat hotih hai. web service ke Existence me aane se pahale, component base technology ka use hota tha; for Example:- PCOM/CORBA etc.
Advantages of Web services:-
- web serservi simple tarah ke hote hai jinki jinki vajah se inhe varied pletform par implement kiya jata hai.
- web services, loosely completed hote hai jinke kaaran inke interface and method ko extend kr sakte hai.
- web services kisi state information ko carry nhi karti hai.
web services ko cross-platforms ke sath communicate karte time use karna suvidhajanak hota hai. web services ko chunna sabse jyada profit hota hai, jab:-
- Asp. net ke caching feature ka use karte hai.
- window authentication ka use karte hai.
- third party system ke sath intigrity karte hai.
web services ko kisi bhi application ke dwara access kiya ja sakta hai.
Comments
Post a Comment